Hi Friends , Main ashutosh Kumar Aaj Aapko Baseball Game Ke Bare Main Bataunga...
Kisi bhi khel ko jeetne ke liye uske niyam aur kayde pata hona chahiye.
Aaj hum baat kar rahe hai baseball ki. Kin baton ka dhyan rakha jaaye
baseball khel ko khelte huye. Kyunki kisi bhi khel ko khelne ke liye
dimag se aur sharir se tandurust rehna bahut jaruri hai. Aur uske saath
hi sakaratamak soch lana bhi bahoot jaruri hai. To chaliye jaane Baseball Kaise Khele – rules and tips in hindi.
Baseball Kaise Khele – बेसबॉल कैसे खेले
Baseball darasal 1846 me England me
khela jaata tha. Lekin baad me kuch changes karke Uttar America me ye
khela jaane laga. Aur sanyukta rajya America ka national game ban gaya.
Us waqt baseball uttar America, central aur dakshin America, Caribbean,
east asia me bahut khelte the. Ise garmi me khela jaata he. Badme
baseball ko Olympic me bhi shamil kiya gaya. Baseball ki pitch diamond
shape me hoti he aur uske 4 base hote he. Baseball me bhi ek special
tarah ki bat aur ball hota hai, lekin wo cricket se alag hote he. Bat
rod ki tarah hota he aur use ball ko hit karte he.
Baseball ki basic jankari
Bahut log ayese hote hain jinhe baseball
khelna bahut pasand hota hain ayese log chahe kisi bhi halat main rahe
magar baseball khelna kabhi nahi bhulte hain. Bahut logo ko khel kud me
jada interest rahta hain, khelne kudne bale sharirik problem se bhi dur
rahte hain khel kud sehat ke liye labhkari hota hain. Jadatar log
manoranjan ke liye khelte hain jo ek nasha jaisa ho jata hain aur hamara
yeh farz banta hain ki hum unn logo ko badhawa de jo khel kud se jure
rahna chahte hain. Khel bahut tarah ke hote hain jin main se ek khel
hain baseball ka khel. Baseball ka khel ek bahut hi accha aur
interesting khel hain jis khel ko khelne main bahut maza aata hain. Jin
logo ko baseball khelna accha lagta hain ya jin logo ko baseball khelne
ka bahut saukh hota hain unn logo ke liye yeh jan lena bahut zada zaruri
hain ki basketball actually main khela kaise jata hain aur baseball
khelne ke kaun kaun se rule hain.
Aaj hum apne iss lekh ke jadiye aap logo
ko yeh batayenge ki baseball khelne ke rules kya kya aur baseball kaise
khela jata hain. Ummid karte hain iss lekh ko aap log kam se kam ek
baar read zarur karenge aur hume iss baat ki bhi puri ummid hain ki iss
lekh ko padhne ke baad aur iss lekh main diye gaye kuchh tricks ko
follow karne ke baad aap logo ko baseball khelna bahut acchi tarah se aa
jayega aur aap logo ka baseball khelne ka sapna zarur pura hi jayega.
Baseball khelne ke rules
Baseball do teamo ke bich khelne wala ek
bahut hi mazedar khel hain. Iss khel ko khelne ke liye base ball, base
bet, helmet aur jute etc. Ki zarurat padti hain. Baseball khelne wala
ball rod ki tarah hota hain. Bet rod ki tarah hone ke karan ball ko hit
karna mushkil hota hain. Iss khel main 2 team hote hain aur pratyak team
main 9 khiladi hote hain. Baller jab ball ko mitti main touch kiye bina
hi bet man ki taraph uchhalta hain tab bat man uss ball ko hit karke
apne balle ko wahi chhor kar dusre chhor ki taraph bhagta hain. Baseball
khelne wala pich diamond akar ka hota hain aur iss main 4 base hote
hain. Bet man jitna jada base cover karta hain usse utne hi run milte
hain.
Baseball ek bahut hi anokha khel hain.
Iss khel ko khelne main jitna maza aata hain utna hi maza iss khel ko
dekhne main bhi aata hain.
Baseball 2 teams me khela jaata he, isliye baseball ke 2 team honi chahiye.
Har team me 9 khiladi hote he.
Ek team batting karti he aur dusri fielding.
Bat rod ki tarah hone ke karan ball ko marna (hit karna) bahut mushkil hota he.
Bowler ko ball bina zamin par giraye sidha batsman ki taraf fenkta he.
Agar batsman se wo ball miss ho gaya to piche khade keeper ko use pakdana hota he.
Batsman ko ball hit karke apni bat vahi chodkar dusre chour par bhagna hota he.
Pitch diamond shape me hone ke karan jo 4 base hote he. Isliye
ballebaaj ko ball hit karne ke baad 2 number ke chour par jaana hota he.
Yani ek baar me vah jitne base tak punchenga use utne hi run milenge.
Sabhi daav aadhikarik match ke parinaam par aadharit hai. Jisme
overtime shamil hai. Yadi match barabar rehta hai to match ke baajar
parinaam par lagaaye gaye sabhi daav rikt hojayenge.
Sabhi daav bane rahenge basharte :-
Ek badhit game 30 ghanton ke
andar punah shuru nahi hota aur kam se kam 5 purn paariyan kheli gayi
ho, athva 4 ½ paariyan yadi ghru team us samay aage ho.
Pratiyogita niyam ke anusaar, paariyon ki yojit sankhya kam ki gayi
hai. Athva match pehle hi purn kiya gaya hai. Yadi kisi ek team ke pass
ek mahatvapurn laabh rakha hai.
Sthan ki parvaah kiye bina home team dusri ballebaji karne vaali team hogi.
Sabhi baseball daav lagane is aadhar par vistrit kiya jaata hai ki
dono listed pitchers game ko us samay shuru kare jab ek daav lagaya gaya
hai.
Daav barkarar rehne ke liye avashyak hai ki dono naamit pitchers aarambh kare aur kam se kam ek pitcher fenke.
Yadi kisi bhi karan se koi ek suchi budhi picher, khel ke aarambh
karne se vifal rehta hai to us khel par sabhi daav rikta honge.
Yadi aarambh karne vaale pitcher ke koi naam suchivridh nahi hai to
sabhi daav svikar kiye jaate hai. Isse koi fark nahi padta pitcher kisne
aarambh kiya tha. Yah khel khelne and dekhne me bhi bada hi romanchak
lagta he.
Upar diye gaye lekh ko padhkar aap logo ko yeh acchi tarah se samajh
main aa gaya hoga ki baseball khelne ke kaun kaun se rule hain. Toh aap
logo se humari bas itni si request hain ki aap log humare iss lekh ko
dhyan se padhiye aur sath sath iss lekh main diye gaye kuchh tricks ko
follow kariye. Hume pura bharosa hain ki inn tricks ko dhyan se padhne
ke baad aur iss lekh main diye gaye kuchh asan aur saral tariko ko
follow karne ke baad aap logo ko baseball khelna bahut acchi tarah se aa
jayega aur aap log apni har ek iccha ko pura karke aap log apni life ko
khushi khushi aur puri tarah se enjoy kar payenge.
Thanks...
0 comments:
Post a Comment