Hello Friends , Main Ashutosh Kumar Aaj Aapko Nasa Ke Bare Bataunga...
NASA Ki Jankari – NASA In Hindi
National Aeronautics and Space Administration ya jise sanchep mai NASA kehte
hai. Sanyukt rajye america ki sarkar ki shakha hai jo desh ke
sarvajanik space aur aerospace sanshodhan ke liye jimmedar hai. February
2006 se NASA ka lakshya waqye “bhavishye mai space annveshnd, vegyanik
khoj aeronautics aur aerospace sanshodhen ko badhana” hai. 14 september
2011 main NASA ne ghoshna ki unhone ek naye space launch system ke
design ka chunav kiya hai. Jiske chalte sanstha ke space yatri mai aur
door tak safar karne mai saksham honge aur america dvara manav space
anveshnd mai ek naya kadam sabit hoge. Jane NASA Ki Jankari Hindi Mai
NASA In Hindi.
NASA ki jankari
NASA ka gathan national aeronautics and
space adhiniyam ke antargat 19 july 1958 main iske purvadhikari sanstha
national adviser comity for aeronautics (nca) ke sthan par kiya gaya
tha. Is sanstha ne 1 october 1958 se kary karna suru kiya. Tab se aaj
tak america space shatel shamil hai. Future mai NASA international space
station ko samarthan de rahi hai aur aurayan bahu upyogi kermidal wahan
wo vyaparik karmidal wahan ke nirmand wo vikas par dhyan kendrit kar
rahi hai. Sanstha launch sewa karyakarm (LSP) ke liye bhi jimmedar hai
jo launch karyu wo NASA ke manav rahit launch ki ulti ginti par dhyan
rakhta hai.
NASA ki kuch interesting baatein
Aaj se 10 saal baad space main insaan kin mahatvakanchi yujnau ko anjam dene wala hai ?
Space main ho rahi khoj 1960 ke dashak ke baad itni romanchak kabhi nahi rahi jitni aaj ke time hai.
Aaj bharat or chin ke bich ‘space race’ ya space ki haud dikh rahi hai, wo aane wale time main jayda badhegi.
America agency NASA ne space shuttle ke
baad, haal hi main orion ka test kiya jo space main yatriyu ko le ja
sakta hai. (NASA Ki Jankari Hindi Mai NASA In Hindi).
Europe ne perithvi se 51 crore kilometer door ek dhoomketu par ek space
yaan utara hai aur chin agla space station banane ki tayari kar raha
hai.
Is bich, niji company manav space udano,
space parytan aur yaha tak ki insaan ko mangal greh par bhejne ke
abhiyaan se space ke arthshaster ko badlne par aamada hai.
Agale kuch saal main tennis court ke aakar jaisi james web space telescope bhi banker teyar ho jayega.
Is tarah, 2020 ke baad agale 10 saal
main kya hum chand par naye adde, mangal par manav bastiya aur bahut se
anye vishmykari brhmandiy khojo ki umeed kar sakte hain.
Thanks....
hiii
ReplyDelete